Sawera Shayari

Raat chahe kitni bhi lambi ho, sawera zaroor aata hai.

Sawera shayari ummeed ki woh zubaan hai jo kehti hai andhera chahe kitna bhi lamba ho, sawera zaroor hota hai - kahin yeh Dil ke pyar ki roshni banta hai, kahin naye safar ki shuruaat.


Gam bhari raaton ke baad ka sukoon ho ya subah uthkar mehnat karne wale kisan ka jazba, Ham shayari har sawere mein ek nayi umeed dikhati hai.