Thaam Shayari

Haath thaam lo, safar aasaan ho jayega.

Thaam shayari un rishton ki kahani hai jo mushkil waqt mein sirf Haath thaamne se hi mazboot ho jaate hain - chahe woh koi apna ho ya raah chalta ajnabi.


Bachpan ki ungli chhoot jaane ka Dard-bhari ehsaas ho ya safar mein sath chalne ka waada, Ham shayari har mod par saath ka matlab samjhati hai.