- Love
- |
- Dec 13, 2021
Talabgaar Shayari
Kisi ek ki talab ho to poori duniya ki zaroorat khatm ho jaati hai.
Talabgaar shayari mein husn ki ek jhalak paane ki bekaraari aur unke nazuk haathon se milne wali sza tak ka intezaar milta hai, sadiyon purani gunahgaari jaisa ye jazba. Isi bekaraari mein Jaan shayari bhi padhein.
- Last Updated on Aug 11, 2026