Raktdaan Shayari

Kisi ko taadapte dekh nahi sakte, isliye rakt daan karte hain.

Raktdaan Shayari - Insaniyat Ke Sher

Raktdaan shayari mein ek jazba hai ki abhimaan nahi bas insaniyat ka kaam karna hai, kisi ko aankhon ke saamne taadapte dekh nahi sakte isliye rakt daan karte hain. Isi jazbe mein Insaan shayari bhi padhein.